.....................Mika Singh Begins........................
Arey Jumme ki raat hai
Arey Jumme ki raat hai, chumme ki baat hai
Allah bacahaye mujhe tere vaar se
Jumme ki raat hai, chumme ki baat hai
Allah bacahaye mujhe tere vaar se
Jaane kya hona hai, jaane kya khona hai
Teri jawani toh jaadu hai tona hai
Jalwon mein aandhi hai, aandhi mein toofan hai
Karde na mujhko tabaah
Saari ki saari hai tu golabaari
Ke mushkil hai khudko bachana
Maar hi na daale, meri jaan nikale
Ooff Allah bacahaye mujhe haaye tere pyaar se
Arey Jumme ki Raat hai, Chumme ki baat hai
Allah bacahaye mujhe tere vaar se
..................Instrumental Break........
Maana tujh mein gazab ka nasha
Tujh pe koyi bhi hoga fida
Lekin na khel dil se mere
Main toh dil se bhi hoon sirfeera
Ek main baat kahoon, do pal saath rahoon
Phir main agle hi pal hoon hawa
Kiya jo kuch bhi kahin, mujhe kuch yaad nahi
Karoon main kya yeh mujhe tu bataa
Saaree ki saaree hai tu golabaari
Ke mushkil hai khudko bachana
Maar hi na daale, meri jaan nikale
ooff Allah bacahaye mujhe haaye tere pyaar se
Jumme ki raat hai, chume ki baat hai
Allah bacahaye mujhe tere vaar se
................Instrumental Break.................
Palak Muchhal Stanza
Hey… jaanu teri main beyimaaniyaan
Chahein karle tu shaitaaniyaan
Jidd pe adhh jaunngi aaj mein,
Ab karungi main manmaaniyaan
Nazrein tujh pe meri, le loon main jaan teri
Picha na chodun tera main yahaan
Pyaar mein dungi saza, mujhse bachke tu dikha
Aaj tu jaane waala hai kahaan
Saari ki saari hai tu golabaari
Ke mushkil hai khudko bachana
Maar hi na daale, meri jaan nikale
Off Allah bacahaye mujhe haaye tere pyaar se
Arey Jumme ki raat hai, chumme ki baat hai
Allah bacahaye mujhe tere vaar se